Jab Jokes

  • Funny Jokes

    husband......
    jab mai suit pahan kar jaatha hoon tho dookaandaar mujhe sabji mahenga detha hai... par jab maile kurthe paijaame mai jaatha hoon tho sasthe detha ha.....
    wife.....
    tho tum kal se katora le kar jaana.... mufth mai dega....

    Jab kutte ki maut aati hai..............
    Jab kutte ki maut aati hai..............
    Jab kutte ki maut aati hai..............
    tab..... tab..... tab.....

    Kutta mar jaata hai.

  • Recent Activity

    Cool jokes by Anonym
    Kutte ki Maut by Anonym